Originally Posted by Aliza Ji nahi Mana k marnai walon ko bhula detai hai sabhi Mujh zinda ko bhol kar tum nai to riwayat hi badal di
Jab bhi Deedar-e-yar hota hai Mai hosh mai nahi rehta ......!!
Originally Posted by Ubaid Mana k marnai walon ko bhula detai hai sabhi Mujh zinda ko bhol kar tum nai to riwayat hi badal di zara si baat par aankhein bhingo kar baith jate ho, Tumhein to haal-e-dil batana bhi mushkil hai.
Originally Posted by Aliza zara si baat par aankhein bhingo kar baith jate ho, Tumhein to haal-e-dil batana bhi mushkil hai. Na kar apnai dard-e-dil kp shayri mai bayan a abid ..............! Log aur bhi toot jatai hai teri shayri ko apna dastaan smjh kar
Originally Posted by Ubaid Na kar apnai dard-e-dil kp shayri mai bayan a abid ..............! Log aur bhi toot jatai hai teri shayri ko apna dastaan smjh kar Us Ne Yeh Soch Kar Alvida Keh Diya Yeh Ghareeb Log Hein Mohabbat k Siwa Kiya Deinge
Ubaid (01-28-2018)
Originally Posted by Aliza Us Ne Yeh Soch Kar Alvida Keh Diya Yeh Ghareeb Log Hein Mohabbat k Siwa Kiya Deinge Itney chup chap ke rastey bi rahen la ilam Chor jayen ge ksi roz nagar shaam ke baad
Originally Posted by Ubaid Itney chup chap ke rastey bi rahen la ilam Chor jayen ge ksi roz nagar shaam ke baad mery dostoon sy keh do be-makaan nhi hun mae shehr-e-khamosh mae ik gher mil gya mujh ko
Originally Posted by Ubaid Jab bhi Deedar-e-yar hota hai Mai hosh mai nahi rehta ......!! Sakoot Lab Par Aankhon Mein Intezaar Liye, Har Aik Shaam Teri, Aarzu Rahi Mujh Ko
Originally Posted by Aliza Sakoot Lab Par Aankhon Mein Intezaar Liye, Har Aik Shaam Teri, Aarzu Rahi Mujh Ko Kuchh is adaa se uss ne poochha mera mizaaj, kehna pada ki shukr hai parwar-digaar ka …!
Originally Posted by Ubaid Kuchh is adaa se uss ne poochha mera mizaaj, kehna pada ki shukr hai parwar-digaar ka …! Diye hien Zakham to Marham Ka Takaluf Na Karo Kuch to Rehne Do Meri Zaat pe Aahsaan Apna
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Forum Rules
Bookmarks