lo ji.tussi te poetry pe utar aaye..zara sambhal ke qadam rakhain janaba.. kion ke be adabiyaan bhi ho rahi hain sar zad game section main.. kahan adab.aur kahan ham be adab
talwaar ho ke khanjar . dhar tez ho toh maza deti hai
ishq main doobo. ke doob ke ishq karo mohabat rula deti hai.
wah ruby wah..kia sher paish kia hai.wo bhi fata fat..
Bookmarks