aik aur aala column javed ch ka aur jis trha ye hamain aankhain kholne aur soch k darwaze kholne ka course karate hain mujhe lgta hai koi aur columnist nhi kara pata. Quraan ko hum ne bas aik muqadas kitab hi samjh k usse itna khud se door kar lia hai k ab bas ramzan k ramzan hi kholi jati hai Quraan e Pak tilawat kiye jate bila shuba us ka sawab apni jagh hai but Quraan hamare liye sarchashma ye hayat hai hamri zindagi se jure her sawal ka jawab jis ma mojod hai aur Allah k kitab sari dunya k musalmanon k liye hai is liye yaqeenan dunya bhar ki jis zaban ma b is ka mafhoom hamain sahi mile us se faida uthana chahye.
Bookmarks