Hahaha..
Sabaq aamoz tehreer k kuch kar guzarne k liye jiddat ikhtiyar na ki jaaye. Magar umda paigham k liye nihaayat dilchasp tehrreer. Aur intihaiee mazedar mukalme. Aur kuch na soojhi toh bat hath main thama mara. Oven main kabab ka idea bhi pur lutf raha. Aur maze dar wo alfaz lage jab aankhain khof se ap ne moond leen. Aur kuch lamhe tak koi shar barpa na hote mehsoos kar k aik aankh kholi. Mattarwi si soorat aankhoun main aa li is jumle se.
Bohot dilchasp. Shroo se aakhir tak tawajoh markooz rakhe tehreer..
آہاں۔۔۔۔۔۔۔۔۔نموبی اور ان کے کارنامے
شکر کرو بلا ہی تھمایا۔۔۔۔کہیں کپڑے کوٹنے کا ڈنڈا تھمادیا ہوتا تو کیا ہوتا
بس بال بال بچی تھی
کباب عین وقت پر جل گئے ورنہ میں تے گئی سی
بہت بہت شکریہ پڑھنے اور سراہنے کے لئے
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
CaLmInG MeLoDy (03-02-2016)
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks