mai sunta or dekhta aya ho k pak mai mangal or budh ko gosht ka nagha hota hai par boht se logo se pocga to kisi ne koch or kisi ne koch jawab dia par un k jawab se mai mutmain na howa phir aksar apne aas paas k baro se bachpan mai suna k asar se maghrib k darmiyan safai karna gunnah hai par safai na karne ki wahah maloom na thi par jab kitaab mai Haabeel o qabil ka waqiya parha to Mangal budh k roz gosht ka nagha samakh a gaya phir Burihiya orat ka waqiya parha to Muje asar se maghrib ka darmiyan safai na karne ki wahah maloom ho gai.



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out

Reply With Quote
Bookmarks