yah to kamal ho gya. bara hi acha laga hai. in ke aanay se ronaq bhar ja'ay gi. bari hi motaharik hain. Allah inhain khush aur salamat rakhe.