Haan ji agaya tha baad main samjh
Uss waqt thori si confusion isliye hoi k ruby ki wedding anniversary ki date 25th feb hai ye yaad aaraha tha tumhari BD ka bilkul zehan main nahi tha
Offline honay k baad yaad aya tha aur tumhari baat ka matlab bhi
Khush raho ameen
Bookmarks