Hmmm. Bohot kaam ka thread hai ye . In baatoun ka andaza driving ya chat karte waqt lagaya ja sakta hai. Insan jab drive kar raga ho toh mukammal zehen busy hota hai drive way par. Aur is se zehen ko yahan wahan bhatkaane par khatarnaak natija samne aa sakta hai. Baat behra hone ki nahi. Zehen lagaane ki hai. Insan tawajo kis tarf markooz kar raha hai. Bat sari tawajo ki hai. Aisa hi kuch during chat karta hai insan.



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out


Reply With Quote

Bookmarks