Tumharay repu comment ka jawab ye hai k
Mamin darti warti kisi say nahi hai.... Aur mujhe achi tarhan maloom hai muhtaram ko urdu samjh kakh nahi ani
Iradon ko choro....meray mood ki khatarnaki ka andaza tumhay title parh k hojana chahiye tha.
Mujhe khud andaza nahi tha k main bigray mood main zehan behter dora laiti hoon
Demagh ko laga zang arsay baad utra hai tum zara idhar udhar hojana kahin zad main aakar zakhmi na hojana
Beta ji tumhay tind bhi samjh nahi ani thi jo agar tinday say waqfiyat na hoti
Tehreer parhnay aur sarhanay ka behad shukriya
Nahi ata koi atab....kiyun k muhtaram ko tou dor rehna hai na forum k mamlat say
Khud yahan aakar jhank jain..........naam badal dongi muhtaram ka![]()
Bookmarks