Ae mohabbat to meri mohabbat ka khayal rakhnaMain raho na rahoto use sambhal rakhna Bohut nadan he wo meri jan-e-wafaTo us ki hansi ko hamesha barqarar rakhna Na gire aanso ki aik bond bhi us ki aankho seTo motioun ki tarah us ke aanso ko sambhal rakhnaJab bhi wo roe meri yaad main to use itna kehnaKe main lout aaoga bus mujh pe thora aethbar rakhna Aur jab tak main lout kar na aao tab tak Ae mohabbat to meri mohabbat ka khayal rakhna
Bookmarks