Sir,ab iska maine koi jawab diya tou aap kahain ge har waqt mirchain na chabaya karo.
Maine DOWNLOAD ki baat ki nahi thi maine ONLINE OPEN honay ki baat ki thi jo meray pass mobile main kiya laptop tak main nahi horaha.
Download kar k maine check kar liya hai aur rubby ko likha bhi hai uper haan ji dekh liya aapka mgz..acha hai....!
Insaan ko parhna bhi ana chahiye sirf likhna hi nahi :![]()
Bookmarks