Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
sarkarr..aaj kal tussi wo pannge le rahe ho..jin panngooun ka asar aap pe bhi hota hai.. ..yahan bhi aaap ki bagar billi aap hi pe miyaaoon kar gai toh

arre..ab nahi aata moaamla.inbox daikhiye..

arre..hath se nikle bhi nahi.aur hath aye bhi nahi .
Dulari bi,asar nahi hota tum nakaam war karnay ki koshish karti ho
Kar lo miyaoon miyaoon,mujhe kab tak karo gi akhir ko tou thako gi na baggar billi
Beta ye jo tumhara net shod leading ka shikar horaha hai na ajkal ye mujhe shak main mubtala kar raha hai.........hain ji.....haan ji