Hum apne aap mein yu gum hue hai muddat se,hame to jaise kisi ka bhi intezaar nahi,kisi ko toot kar chahae ya chah kar tooten,hamare paas to itna bhi ikhtiyaar nahi.