sab se pehla kaam aap ne ye karna hai ke.
thread title likhna hai..
uske baad aap ne jo thread main text likhna hai wo likhain..
phir iski settings karne ke liye ..like text ka size. colour. font . position bold, italic. underline text karne ke liye.

ya koi video attach karna.
ya picture attach karne ke liye.
aap neeche di gai tasaveer ki help se ye settings kaise karni hain ..wo daikh sakte hain.

تھریڈ کی سیٹنگز کرنے کے لیئے آپ مندرجہ بالا تصاویر سے سیٹنگز کرنے کا طریقہ سیکھ سکتے ہیں۔



mouse ko right click kar ke text select karain


selection ke baad text aise show hoga

thread ka colour set karne ke liye

font ka size select karne ke liye

font ka style select karne ke liye

font ko centerlized and bold karne ke liye.. boldke sath italic and underline ke icon bhi hian.aap wo use kar sakte hain.


iske baad ap apna thread post kar sakte hian

agar aap ko video ya picture bhi attach karni hain
toh aap mazeek work kar sakte hian

jaise video post karne ke liye



picture post karne ke liye

picture aap pehle kisi bhi free picutre hosting site pe picture upload karian.phir uska link yahan add karain



aap ki settings complete ho gai hain..
ab aap thread post par click karian