Ahhh ............ Belated....... Birth Day .......... @Mamin Mirza........... Hum forum pe aa nhi sky aur kbi forum hum tk aa na ska so ap ye mat smjna k hum apko pasand nhi krty........ Is liye hmari khamosh duaon aur naik tamannao'n ko qabool kijiye..... "Tum jiyo Hazaron Saal"
ye tum ne dua di hai k bad-dua
betay hazar saal jeenay ka matlab hua..........muhtaji......woh bhi insaanon ki
Allah Allah
na ji main aisay guman nahi rakhti
aapka bohat bohat shukriya apne belated hi sahi wish tou kiya
Allah aapko hamesha khush rakhain ameen.

ALLAH apko sehat o tandrusti aur khair ki zidagi ata farmaye. Eman pe isteqamat aur ikhtatam bil izzat o eman ata farmaye. Ameen
Bookmarks