capricorns ki maan mani tou Allah bachain
na kisi k suntay hain,na mantay hain
apni si kar guzartay hain.........................aur aksar oqat pachtatay hain
bakron ko akhir takrain marnay say fursat kahan milti hai
sweater nahi betay tumharay liye tou jaal bunnon gi................bara sara![]()
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
awww ji..Ruby ki yaad daasht.aur mahawroun se aap se ziada behtar koun waqif hai.. :D.. aik din aik reletive ke ghar gai..unhoun ne poocha kia pakaya..main ne kaha aj toh ham ne nashta late kia tha.toh abhi tak kuch nahi pakaaya.. wo kehne lageen ke main khana pakati hon..phir mere hubby bole..paaye khaa ke bhool gai hai ye.aur seekh kabab karahi bana ke freez main rakh ke aai hai..ye toh haal hai apni yaad daasht ka.sachi mujhe bilkul yaad nahi raha tha.
acha jaal bunaingi.theek hai..is oon ka jaal toh aisa hoga.ke jisko kaatne ke liye choohoun ki nahi..balke mere apne daant hi kaafi honge. :D..matlab main ne aap ko acha gift dia.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks