inke kehne ka maqsad hai ke.bait bazi ka thread sirf bait bazi ke liye hai.yahan aur kuch post na kia karain..aakhri lafz se sher post kia karain bas..agar iske ilawa kuch post karna hai.toh uske liye inhoun ne ap ko link dia hai.
haaaaaaaaaaaa @CaLmInG MeLoDy inka koi elaj hai tumharay pass tou kar do plz
sari bait bazi ka tasalsul tabah o barbad kiye day rahay hain woh bhi mustaqil
Originally Posted by Mamin Mirza
muhtaram
aap iss bait bazi ko bakhsh dain aur yahan
Bookmarks