Ahhh.. ye acha kia aap ne bata dia.ye aap ke deewaane hain. aur kannariyaan toh aap samajhdar hone ke naate samajh hi chuke hian ke ham inko kion maarainge. lakin ye ap se kis ne kaha ke ye kankkariyaan sirf islami month main maari jaayian.aap har waqt inko kannkari maar sakte hain
Daikh lain dr danish sb....in houn ne hi ye islami maheene wali baat ki hai..amal karne waale se..amal par uksaane wala ziaada gunaahgaar hota hai.![]()
daikhiye habib bhai.nigraani purr zor kijiye..jaise hi kannkar asar na karain...pathar de maariye ga..par ye nigraani ka amal jaari rahe.
Bookmarks