Faraiz se aagah karne ka shukariya, Rahi baat Khidmat e Forum to Haji camp main itna zyada kaam nahi ,Dua par Aameen posts par zor to bohat laga rahe hain lekan saath main jawab post wale kami nahi rehne daite,
main is ko b khidmat e azeem he kahon ga is forum main bohat kuch perha jo ilmi lehaz se qabil qadar hai us ki tareef karne main koi harj nahi agar sath tanz o mazah b ho jaye to maza dogna ho jata hai ,
ye kuch baten to bohat sanjeed likh gai hain ye to "Methi Beizzti" ho rahi hai
kabhi kabhi hamara b dil karta hai k is mahol se bahir nikal kar dekhen kuch shugal karen par aap
Mubarakbad ka Shukariya ,,aor sath main jo kuch likha is Awareness ka b shukariya,
Mission 2000 possible hai successful results aye ga In Sha Allah![]()
Bookmarks