Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
Yaani aap khule aaam haar tasleem kar rahe hain. Ye apko pata nahi yahan haar maan jana aur bhi tabahi ki taraf le jata hai. Khud ko tabah o barbaaad na hone dain
ham ne haar to nahi maani siraf haalat se aagah kiya hai abhi mayus nahi hain in sha Allah kam waqt main fasala teh ho jaye ga