Assalam o Alaikum.
h r u all?
wese sahe kaha hai jis kisi ne bhi kaha hai. im totaly agree with these lines n u?
rishte.jpg
Similar Threads:
Assalam o Alaikum.
h r u all?
wese sahe kaha hai jis kisi ne bhi kaha hai. im totaly agree with these lines n u?
rishte.jpg
Similar Threads:
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
..................................!!!
Waise jis kisi ne bhi ye kaha..main ne first time hi suna. ... ab ye kis sence main kaha jata hai bataaiye..
theek baat hai.......................!!!
!میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔
ahahahahha haan je jis ny b kaha hy sahe kaha hy.....
koi hamry liye aur kise k liye hum b azmaish bny houn gy....;Hiden:
ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
mere rishte daar mere liye meri family k liye kal bhi aazmaish the or aaj bhi mere liye aazmaish bane howe hain or na jane kab tak ye aazmaish muje jheelni or bhugatni pare gi.
Alhamdulillah meri hatal imkaan yehe koshish rahe hai k meri zaat se kisi gher ko bhi aazmaish na mai na jana pare or phir rishte daro ko bhala mai kese aazmaish mai dalo ga.
calming dekhe ap ab baki ria se he poch le ria ap ko bata de gi k ye baat kese sach hai or jis ne bhi kaha hai theek kaha hai ya nahe.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
:Apple
haan je aap ki baat apni jaga belkul drust hy k hum koshish zaror krty haien k hamri waja sy kise ko koi mushkil ya azmiash me na parna pary, lakin na chahty hoy bhi hamien ehsas nai hota koi hamri waja sy problem me aa jata
ya kise aur k jan anjany me hum mushkil me aa jaty
ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
mai ap ko ek chota sa waqiya sunata hon i think os k bad muje mazid apne bare mai explain karne ki zarorat nahe pare gi.
howa koch yon k walida ki death k bad mai multan mai apne kisi dost k han chand din raha or os k pass bethak type ka room tha jise os ne studio banaya howa tha so mai lhr ane se pehle chand din os k pass os studio mai raha ab studio type bethak mai washroom nahe tha to sath he ek shell petrol pump tha wahan washroom tha to muje wahaan washroom k liye jana parta tha ab howa yon k mai washroom k liye gaya or washroom ka dawaza band tha to mene knock karna munasib na samjha or wait karne laga jo bhi ho ga khud he bahar aa jaey ga so mai abhi wait kar he raha tha k ek or admi bhi washroom jane k liye aa gaya os ne jab muje dekha to pocha andar koi hai mene kaha ji han andar koi hai or kafi der ho gai hai par bahar nahe aa raha kher vo admi bhi mere sath washroom jane k liye wait karne lag gaya itne mai ek or teesra admi washroom jane k liye aya os ne muje or dosre admi ko khare howe dekha par direct he washroom ki taraf barha or darwaza khola or andar chala gaya os k andar jate he mai or dosra admi hum ek dosre ko hansne or herat wale andaaz mai dekhne lage k hum samajh rahe the k andar koi hai or andar to koi bhi nahe tha bas door es tarhan se banda tha k jese andar koi ho or mene kisi ko tang na karne k pesh e nazar door knock he na kia or meri waja se vo dosra admi bhi khara raha or teesre admi ne aa kar humari ankhe khooli k itne tehzeeb yafta or adab o adaab ka muzahir karo ge to yon he khare he reh jao ge es donia mai.
kher mai or vo dosra admi ek dosre ko dekh kar kafi der hanste rahe apni bewakoofi pe ya phir apne koch ziada he adab o ehtaram ka khiyal rakhne pe or phir ye bhi ek dosre se kehte rahe k kesa admi hai do admi khare howe hain or vo andar chala gaya.
os teesre admi k bahar ane k bad mene dosre admi se kaha sorry meri waja se ap ko muft mai wait karna para so ap pehle chale jaey mai ap k bad chala jaon ga or phir mai at the end washroom k liye gaya.
to os k bad jab mene apne studio walew dost ko ye sara waqiya hanste howe bataya to os k studio mai 2 dost or bhi the to os ne apne dosre dono dosto se kaha k zuhaib ki jab shadi ho gi to boht kamyaab zindgi guzare ga ye kio k ye har chees ko mad e nazar rakhta hai or ane wale waqt ko bhanpte howe os ki planning ya os ki ehtiyat karta hai so vo boht impress bhi howa or os k dosto ne bhi khushi ka izhaar kia.
yahaan ye sab batane ka maksad apne moun miya mitho banna ya khud pasandi biyan karna hargis maksad nahe hai haan albata itna zaror kehna chaho ga k koch bate RABB REHMAN ne Alhamdulillah boht Achi Ata ki hain muje jese adna o haqeer tareeen insan ko jis pe mai RABB REHMAN ka tamam umar sajde ki halat mai bhi shukar ada karta raho to bhi mai ne RABB REHMAN ka shukar thora ya kum to kia ada kia bal k tab bhi ada kia he nahe.
Last edited by singer_zuhaib; 06-01-2014 at 04:09 PM.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks