Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post

tou tumhara khayal hai
teer ab tak kaman say niklay nahi hongay...........ahaan
aur tumharay forum par azmaon aisi bhi deewani nahi hoi main
na chairo humay hum sataye hoye hain :D
bhaiya hongay tumharay.............tauba
mera record wesay bhi shaadiyun main janay k hawalay say bohat kharab hai,main ghar par bhali apnay
hahahahahah