Walaikummsalam
wow
Ma sha Allah
Amazing thread nd Good news sis kya he bat hai
ap ki ye masale daar post read kar k muje buhat hansi ai :=)
abi shadi ko aik week baqi hai par Admin to man he nai rahe
k un ki shadi hai
sis lagta hai shadi ki khabar ne Admin k sar pe seeda asar kya hai
chalin koi bat nai Admin Allah betar kare ga
Allah pak ap ko un ke sath hamesha khush rakhe
Ameen.
Bookmarks