App sab ka Behad shukriya Pasand karna K liya khush rahain .....Waheed Bhai app axhi tarah janta hain mera pass time nahi hota bas thora time miljata hai tu kuch na kuch bana laita hn Bohat kuch Aur hosakta tha.... Miss Kiran jee Ya BG pe jo texture hain Aur is tarah ka work karna main sharp karna Asan nahi hota Bohat time lagta hai Set karna main Khair App ko is baat ka pata ahist ahist aga chal k hoga ..khush rahain



Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out


Reply With Quote
Bookmarks