bikul durust kaha hai waldain k burhape ka waqt aulad k liye azmaish ka wqy hota hai kuch log hi is azmaish p pora utar pare hain jab k Allah ne wazeh ahkamat diye hain k maa baap borhe ho jain to unhain uff tak na kaho na bat be bat unhe jhirko