thanks..aur han agar app nay job b karni hoie tu mujy batna..yahan aik test hota hai.. main woh clear kar don ga app k leya. Inshallah Allah karm kary ga.
Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
Assalam o Alaikum.main ne kal hi ye thread daikh liya tha..isko relevant section main move bhi kar dia tha.aur sath hi aap ki bataai hoi site ko join bhi kar liya tha . thnx for sharing such a nice thread.