Jo mard apni orat pay bilawaja shak karta hai usy marta hai or roob jharta hai usy mard ko cahiya k churiyan pehn k ghar beth jay mard mard say muqabla karta hai kamzor orat say nahi orat pay mardangi dekhnay waly mard begerat khandan say hotay hain