Hmmmm................Informative post.........Thanks 4 Sharing.......!!

Aamal e Masnoona sey doori k sabab jinnat ka insaani jisam me kuch dair k liye saraiyat kr jana to samjh me aa raha hy......lekin is baat me kahan tk sadaqat hy k jinnat ka kisi insaan pr aashiq ho jana????jesa k ham bachpan sey baroon sey suntey aaey hain k taiz khushbu mat lagao.....baal mat kholo....jin chimat jaain gy........etc etc..........or jin'nat ka insani jisam pr tasallut pa lena..........is k aam insani zindagi (yani us Fard)pr kiya asraat hotey hain????

Kiya sirf kafir jinnat ..insanoo ko tang krtey hain ya musalman jinnat bhi??kiya aik hi ghar me jinnat or insanoo ka baham rehna mumkin hey???jab insaan apny rohani ilm ki bina pr jinnaat pr qabu pa ly to un se kiya kaam liye jaatey hain????

JazakAllah.