Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
See Am aap ne apni birthday n aniversary rakhi e un months mein hai
jin me mein busy the
khair zindagi rahi to next year dhamakay daar wishes dunge aapko

mein Ut ko gadha nae kaha
Armaan sahab ko seengh kaha hai
or wo b wo waly jo k ghaib hain
agli dafa ki agli dafa dekhhi jaye gi.abhi toh katehre main khari ho jaow..laga rahi hon aik thread..