Mujy mout ki tamanna hai
mujy zindgi ki dua na do.
jee kar hum daikh chukay hain
Duwa jaisi saza na do
ya to bazoon mai bhur lo
ya tunha humko choorh jao
yun beech mai chorr k humain
angaroon jaisi jafa na do
y to mairi bazm e num hai
yahan sirf anso-on ki jaga hai
koi shikwa na shikayat tum sai
bekar si upni bus wafa na do
.........
Similar Threads:
Bookmarks