Raat din tera tasavvur hai khyaal aur nahin
Ki sivaa uske mohabbat ka kamaal aur nahin
Aap main dhoond use aur kahan dhoondta hai
Ki bajuz tere kahin jaaye visaal aur nahin


Similar Threads: