agreed with you BDunc. ye bhi bilkul sahi waja hai..meri nazar main aik aur waja hai..wo ye ke.insan jab nekiyaan karna chor deta hai..toh wo murda dil ho jata hai.kion ke kisi ke kaam aa kar..ya nekiyaan kar ke.jitni raahat insan mehsoos karta hai.utni raahat in maadi cheezoun ko hasil kar ke kabhi bhi hasil nahi kar paata..
Bookmarks