razia sultan
kasur main khaja sahib ke qabrastan main yah qabr multi hai. kuch ka kehna hai kah yah razia sultan ki qabr hai kuch kehtay hain yah kisi mughal shazadi ki qabr hai. jo bhi, sahi fana to her kisi ke sath lagi rehti hai. baray baray naam wale bai'naam ya gomnam ho jatay hain.
jab yah surat hai to takabbar kaisa aur kis batay par!
Bookmarks