Aankh kay qatray

Mohabat ko kisi gowahi ya shahadat ki zaroorat nahain hoti. Yah khud apni gowah hoti hai. Jahaan is qesam ki zaroorat paish aati hai wahaan mohabat nahain, sooda’gari hoti hai. Jab matlab aur maqsad makammal ho jata hai puri amarat dharam say nichay aa jati hai. Kuch bhi baqi nahain rehta siwa’ay chand bay’bas aankh kay qatroon kay.


Similar Threads: