Assalam o Alaikum.Mai Mukhlis or tanhai pasand logo ki category mai ata ho.par Tanhai pasand logo ki category mai likhi ek baat se disagree karo ga k un ki dosti or dushmani bekaar hai k na dosti na dushmani mai faida.pehle to mai dosti karta nahe or kar bhi lo to ji jaan se dosti o rishte ko jahan tak ho nibhata ho or dushmani mai palta nahe na he muje dushman bane ka shok hai na he banane ka koi khaas shok hai,vo alag baat hai koi billa waja kha ma kha mera dushman ban jaey to os ka kia kar sakta ho.
Bookmarks