Nice sharing
nice sharing
Bohat Khoob
Es k Mutabik
Me
Moody
Mehanti
Tanhai Pasand
Aur
Mukhlis hun
Assalam o Alaikum.Mai Mukhlis or tanhai pasand logo ki category mai ata ho.par Tanhai pasand logo ki category mai likhi ek baat se disagree karo ga k un ki dosti or dushmani bekaar hai k na dosti na dushmani mai faida.pehle to mai dosti karta nahe or kar bhi lo to ji jaan se dosti o rishte ko jahan tak ho nibhata ho or dushmani mai palta nahe na he muje dushman bane ka shok hai na he banane ka koi khaas shok hai,vo alag baat hai koi billa waja kha ma kha mera dushman ban jaey to os ka kia kar sakta ho.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
hmmm...jahan tak mein kuch samjh pai hon woh yeah ky yahan "tanhai pasnd logon sy dushmani yan dosti rakhna bekar hai" sy mura'd yeah ky yeah log be-zrar hoty hain....bilashuba faida hasil kiea ja sakta hai magr aisy log kisi ka nuqsan nahi karty.....or na hi kisi ky ma'mlat-e-zindagi wagera main dakhal andazi karty hain......in ki apni hi aik alag dunia hoti hai....
or aisy nataij aksariyat ki buniyad par aakhaz kiye jaty....har shakash ka mukamal pura utrna zarori nahi....![]()
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks