walaikum salam..


kabhi aik baar nazar se aik kitab guzri thi
munshi munnaqqa ki..kitan ka aur writer ka name kia tha..us waqt in batoun ki soojh samajh nahi thi.par thi mazaahiya..pata nahi ab mile gi ye kitaab ke nnahi? kindly zaroor bataiye ga..