• Main bina pyaar k jaisay kirchi hogaya
    jissay chaha magar wo to aaina hogaya


    sub hi daikhtay rahay us mai soraat apni
    jo daikha apna aks to fasana hogaya


    chalay aoo k thorri dair, sahil per hum tum baith jain
    dobtay soraj ko saath daikhay ik zamana hogaya


    nahin aana mai nai wapis tumhaari bheerh bhari dunya mai
    mujhe ko lagta hai k y jungle he maira ashiaana hogaya.




    illusionist






Similar Threads: