bewafai bhi badi kaam ki hoti hai
insaan ko kuch kaam me to laga deti hai
Printable View
bewafai bhi badi kaam ki hoti hai
insaan ko kuch kaam me to laga deti hai
ulfat~wafa~chahat:yeh jazbe,,uuse sikha toh dete,,
gar woh meri nazar ki zubaan samjh jaate.
jazbon ka kya hai...sukhe patton ki tarha bhikhar jaate hai...
haseen yaadon ko seene se lagaker..aandhiyon mein kahin kho jaate hai..
jab jazbe hi faut hojayen to zindai berang hojati hai
un yaadon ka kya karen jisme zingadi tang hojati hai
Yaadon se zindagi mein rangeeli ho jaaya karti hai dost
agar aitbaar na ho to kabhi kisi khush mizaj se sach pooch lena
بہت خوب۔۔۔۔۔