peshaani ko chumker meri pyaar kiya karta tha,,
har ek ada per meri jaan nisaar karta tha,,
ab woh kahan thaher gaya hai doston,,
meri raah ko hi,,jo, manzil samjha karta tha
Printable View
peshaani ko chumker meri pyaar kiya karta tha,,
har ek ada per meri jaan nisaar karta tha,,
ab woh kahan thaher gaya hai doston,,
meri raah ko hi,,jo, manzil samjha karta tha
Teri dosti ne diya sukoon itna,
Ke tere baad koi acha na lagey,
Tujhe karni hai Bewafai to is ada se kar,
Ke tere baad koi Bewafa na lagey.
"mere qalb ka sukoon hai woh,,
meri aankhon ka noor hai woh..
uu~se bewafa na kaho logon,,
bas haalaat se majbur hai woh
http://www.shayari.in/shayari/attach...91509roses.jpg
"mere baad koi pasand aa~jaaye,,
toh wafa sikh lena,,
har ek dil ko khilona samjh kar,,
uske jazbaat se na khelna"
kabhie woh mera hum~kadam,,hum~raaz huwa karta tha,,
uski wafa pe hame naaz huwa karta tha,,
waqt ne jaane kaise uuse badal dala,,
jo meri har gazal ka saaz huwa karta tha..
Phair Lete Hain Nazar Dilse Bhula Dete Hain
Kya Yunhi Log Wafaoun Ka Silaa Dete Hain
uu~se bewafa na kaho logon,,
bas haalaat se majbur hai woh
mera naseeb, mera muqaddar…meri taqdeer ho tum....
phir kya ghum??? k be-wafaai ki tasweer ho tum
chaahkar bhi jo mita na sakoon mein kabhi
dast-e-Khuda se banaai gai wo lakeer ho tum
likhte renge zaroor.....jab talak ye qalam saath hai
mujhe shayar banane me teri be-wafaai ka haath hai
hanske kisi ke jazbaat ko majroooh na karo
ye zakhm mehk uth te hain be-wafaai ke