ma fana ho gaya afsoos wo badla bhi nai FARAZ
meri chahat say bhi sachi rahi nafraat uski........
Printable View
ma fana ho gaya afsoos wo badla bhi nai FARAZ
meri chahat say bhi sachi rahi nafraat uski........
mere sabr ka koi ajr kia, meri dopehr pe yeh abr kion
mughe orrhne de aaziytien, meri aadtien na kharab ker
Mohabbat dil ka sajda hai, jo hai tauheed per qaim
Nazar k shirk walon say mohabbat rooth jati hai.... .
Yay kisnay aatish-e-ehsaas ko hawa di hai,
Kay mairy rooh me.n ek aag si laga di hai,
Nadaamate.n meray maazi say poochhti hai.n sawaal
Wo maah-o-saal ki daulat kahaa.n luta di hai
ہم پرورشِ لوح و قلم کرتے رہیں گے
جو دل پہ گزرتی ہے رقم کرتے رہیں گے
chartay suraj ke pOOjari to hazaroon hain "FARAZ"
doobtay waqt hum ne suraj ko bhi tanha dekha
Khud ko paRhtaa huuN, chhoR detaa huuN
ek varq roz moR detaa huuN
is qadar zaKhm haiN nigaahon meN
roz ek aaiinaa toR detaa huuN
woh aaye bazm meiN, itna to "meer" ne dekha
phir usske baad, chiragHoN meiN roshani na rahi
Ye Eahl e ishq ki basti hai ahtyaat se chal
musibato'n ki yaha'n inteha guzarti hai...
Wo kabhi ankh bi jhapky to larz jata hun "SAHIL"
Mujhy saans say b ziyada hai zarorat us ki