Dil tod diya ye kehkar ki wo adalat bhi meri thi....
Kabhi uss adalat mein aakar to dekha hota......
wahan tarajoo bhi tera tha aur Insaaf bhi tera tha......
Kyonki uss adalat ka Judge sirf too akela tha......sirf too akela tha.
Printable View

ishq-e-aadalat ke kanoon bhi aajeb hoti hai....'parveen'....
pyar mai hare insaan ko aksar yaad-e-qaid naseeb hoti....
Aaj fir Nasha(Neend ka) karne ko jee chahta hai tere sath,,
Lekin neend itni zaalim hai ki aati hi nahin.
woh loug ishq karne ke qabil nahin hote
kon kahega dunya daar jahil nahin hote
aur jo jihalat na hoti dunyadaaron mein
to yeh ehl e wafa ke muqabilnahin hote
Behke-Behke se mere SARKAAR nazar aate hein,,,,
Par inn aankhoon mein "Nasha" aaj bhi hai kisi aur ke Junoon ka.
Kabhi Kitaboon ke nashe se Dil lagaaya hota agar,,,,
To aaj kisi shaayar ke chand lafzoo ke taarif~e~numa hote hum.
Unka paane ka naasa to kab ka tut chuka...'wasi',,.
magar ye madhosi hai jo mera humsafar ban baitha hai.....
Har baar uss maikhaane ki Baar mein wo takra jaata hai humse,,
Kambhaqt itna bhi nahin samajhta ki jaam ka takraana aksar ek nayee khushi ka agaaz hai.
بہت خوب۔۔۔۔۔