Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
_Alex_
Main Chahta Hoon..! Tujhe Yunhi Umer Bhar Dekhon...
Koi Talab Na Ho Dil Mein Teri Talab K Siwa...!!
Maagne Se Mil Sakti Nahi Hamein Ek Bhi Khushi,
Paye Hai Laakh Ranz Tamanna Kiye Bagair.
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
_Alex_
Jo Khandani Raees Hote Hain Wo Lehja Narm Rakhte Hain
Tera Lehja Batata Hai Ye Dolat Nayi Nayi Hai
Alfaz Churane Ki Jarurat Hi Na Padi Kabhi,
Tere Be-Hisab Khayalon Ne Be-Hatasha Lafz Diye.
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
Arosa Hya
Parakhna mat prakhny se koi apna nhi rehta
Kisi b ainy mai der tk chehra nhi rehta !!
Bahut Ajeeb Ho Gaye Hain Yeh Rishte Aajakal,
Sab Fursat Mein Hain Par Waqt Kisi Ke Paas Nahi.
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
кησωη ѕтяαηgєя
Ab kisey itni fursat ke tera vird karey
Main bhi badal gaya hon tere lehjey ki tarha
Deedar Ki Talab Hai Toh Nazrein Jamaaye Rakh,
Kyuki Naqaab Ho Ya Naseeb Sarakta Jaroor Hai
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Har Baar Ilzaam Hum Par Hi Lagana Theek Nahi,
Wafa Khud Se Nahi Hoti Khafa Hum Par Hote Ho.
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
Aliza
Har Baar Ilzaam Hum Par Hi Lagana Theek Nahi,
Wafa Khud Se Nahi Hoti Khafa Hum Par Hote Ho.
Zindegi thak kar girti hai tu kheyal aata hai
Jan Lewa hai La-hasil ki tamana krna
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Quote:
Originally Posted by
maya
Zindegi thak kar girti hai tu kheyal aata hai
Jan Lewa hai La-hasil ki tamana krna
Chand Badla Hai Kabhi Jheel Badal Jaane Se. . . .
Aaina Koi Bhi Ho Aks Tumhara Hoga.
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Meri deewangi pe is qadar hairaan hote ho,
Mera nuqsaan to dekho, mohabbat gumshuda meri..
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Ab Maut Bhi Aajeye To Gham Nahi Mujhko
Duniya mein Kyonki , Mera Talabgaar Nahi Koi
Re: Shair Ka Jawab Shair say..............!!!
Ta-dam-e-marg hai yak tarfa muhabbat
Aatish-e-la-mehdood, Azaab-e-musalsal