Ye hameen the jinke libaas per ser-e-ru siyahi likhi gayi
Yehi daag the jo sajaa ke hum -ser-e-bazm-e-yaar chale gaye
Printable View
Ye hameen the jinke libaas per ser-e-ru siyahi likhi gayi
Yehi daag the jo sajaa ke hum -ser-e-bazm-e-yaar chale gaye
Wo khwaab mai bhii aaye to mooh ko chupa liya
Dekho, jahan main perdanashin aur bhi to hain.
Irza-e-derdo-gum teri furkat mai mil gayi
Milni thi jo saza, wo mohabbat mai mil gayi
"Na janay koun hain yeh loug jo k sadiyo'n say
Pass e Naqaab ......mere sath sath chaltay hain"
Husn paaband-e-rah-O-rasm-e-wafa kyon na raha
Haii pahla-saa mohabbat main maja kyon na raha
" Kursi hay ' tumhara yeh Janaza tou nahi hay
Kuch karr nahi saktay tou utar kio nahi jatay "
Muntazir thay teri inayat ke,
Kuch to kia chalo tabah hi sahi..
Achhi nahi nazakat e ehsas is qadar,
Sheesha agar banoge toh patthar bhi aayenge
Kese ajeeb daur main jeena parra mujhe,
Sheeshey ke hain insaan to pathar ka aadmi..
Hawa Se Kah Do Khud Ko Aazma Ke Dikhaye,
Bahut Chirag Bujhati Hai Ek Jala Ke Dikhaye.