Re: Mr Urdu, a literary introduction
Quote:
Originally Posted by
Dr Maqsood Hasni
baita Allad aap ko shad o abad rakhe
bura kis cheez ka manana hai
yah hi sachaee hai
yah aap ka farz maira istahqaq hai.
baita reshte diloon main bante hain aur inhain panpana bhi dil hi main chahiay
zoban ke reshte maniviat kho baite hain.
maiaan bv zoban ka bohat bara reshta tha kya ho raha hai is ke sath
hamara aik section hai UT phycological, social, etc..issues ka..kia uske hawaale se aap ke pas topics hain? zaroor bataiye ga baba .
Re: Mr Urdu, a literary introduction
type karna parain ge, khair daikhta hoon.
Re: Mr Urdu, a literary introduction
Quote:
Originally Posted by
Dr Maqsood Hasni
type karna parain ge, khair daikhta hoon.
JAZAKALLAH.. aaj hi daikha ap ka new topic..jab jab aur jaise jaise furst ho zaroor daikha karain.
Re: Mr Urdu, a literary introduction