Ting tinkat ting ting ting tara
Chalti hai kiya 9 say 12
Aik bar say dil nahi bharta
Mur k dekh mujhe dubara =))
Kiya fuzol gana hai waqt par yaad aya hai........yakh yakh tho tho
Insaan ki khuwahishon ka bhi koi anth nahi.....kar lo beta das bara k bajaye jitni marzi chaho kar lo,jao tumhay khuli chott di ;)
Iss chirray ko maine nahi bulaya....ye sarson k khait main khudi utra hai =))
Woh meri amma kehti hain na jahan dekhi biyah barat wahin guzari sari raat ;)
Wahi in sahab ka bhi hisaab hai.....jahan dekhi kukriyan wahin k ho liye =))
Kahin say kareelay chaba k aai ho neem k pani k saath......achi bhali baat kartay kartay karvi goli ban jati ho 8-}
Hahahahahahahaha
Tou GHQ say aur kiya aasakta hai siwaye.....ahum ahum k ;)