"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
Printable View
"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
saath kisi ka do....to rooh me samajaana.........
saaye to andhere me saath chod dete hain
"zabt ki har had se hum aaj guzar jaayenge...
us bewafa ki mehfil ko apne kah~kaho se sajayenge,,,
kisi aur ka daaman uske haathon me deker..
RAB se,,apni tamam khusiyaan uske naam likhwayenge."
""shab hote hi,,woh meri aankhon me utar aata hai..
nange pav jaise chaand,,badalon se nikal jaata hai,,
haath pakad ker mera woh kahkashan se milwata hai,,
har ek naye khwaab ki tabeer mujhe samjhata hai,,
subah hote hi ,,phir,,saaye ki tarha lipat jaata hai.."
shab hote hi,,woh meri aankhon me utar aata hai..
subah hote hi ,,phir,,saaye ki tarha lipat jaata hai
"""tujhe salaam kya likhe,,isme bhi tera naam hai..
har paigaam me charcha tera aam hai...
ab naye lafz dhundhker laaye kahan se hum,,
har ek musalmaan,ke labon per tu.. muskuraata ,,subh~o~shaam hai"""
hum Munaaafiq ki zindagi jiya nahi karte
be-waje kisi ki taareef kiya nahi karte
uski tareef karne ka andaaz hai sab se al~haidah...
har lafz muskuraker,,,choti si baat bhi,,"shayri" bana deta hai..
Wrong Section
Thread Moved to ask an expert
uski tareef karne ka andaaz hai sab se al~haidah...
har lafz muskuraker,,,choti si baat bhi,,"shayri" bana deta hai...