When cooking vegetables don't add salt until the very end.
Adding salt early can dehydrate vegetables and reduce their nutritional value.
http://www.tafreehmella.com/attachme...les-jpg.85401/
Printable View
When cooking vegetables don't add salt until the very end.
Adding salt early can dehydrate vegetables and reduce their nutritional value.
http://www.tafreehmella.com/attachme...les-jpg.85401/
Fry the seasonings until they change color, to get full flavour of seasonings.Tips on fryingHeat the oil thoroughly before adding seasonings or
vegetables.
aata narm gondhnay say rooti bhi narm pakiti hai.....aata neem garam pani say gondha jai ya us mein thora sa milk daal lia jai tu wo narm rehta hai ......
pakoorooon kay aamaizay mein aik anda mila dain tu pakoray
taltay waqt bilkul khushk rehain gay..............
Omlette banana ho tu us mein thora sa doodh (milk) aur aik pinch (chutki) baisan ki daal dain.....Omlette bilkul bake kia howa banay gaaaaa...........
agar zarda pakatay waqt chawal sakht hoon tu us main 1/2 cup milk dalnay say chawal narm hojatay hain aur zarday ka zaiqa bhi dobala ho jata hai
aksar yeh hota hai agar chaye (TEA) bana kar zyada dair tak rakh di jai tu us ka ziqa bhi kharab ho jata hai aur woh sehet kay liye nuqsan deh bhi ho sakti hai....
agar chai zyada dair tak rakhna maqsood ho tu us main milk nahin dalain....sirf qehwa rakh lain aur jab Tea chaiye peeni ho tu us main dodh dal kar dam dai lain....zayada dair tak rakhna zaiqay per asar andaaz nahin hoga
Nihari ki lazzat barhane ke liye :-
Nihari banate huwe usme aate ki jagah bhune huwe chano ka powder thora sa dal diya jaye to Nihari ki rangat or zaiqa dono bohat behter ho jayenge
Agar tel ya ghee me fring ke waqt pani gir jaye :-
Agar tel ya ghee me fring kerte waqt pani gir jaye to usme ek chutki namak dal den is se ghee ya tel ke cheente nahi urenge...
Agar khane me ghee or mirchen zyada ho jaye :-
Agar khane me ghee or mirchen zyada ho jaye to 2 bread slices le unko choora bana ke salan me dal de...is se ghee or mirchen dono kam ho jayenge...