Aaina dar aaghosh hoon, paimaana ba-kaf bhi

aey dushman-e jaan dekh zara meri taraf bhi.
Dil shorish-e paiham hai, nazar waqf-e khamoshi
main ronaq-e toofaan bhi hoon, saahil ka sharaf bhi.
Aey dost tere baad sar-e koo-e tamanna
hum log rahe sang-e malaamat ka hadaf bhi.
Tu jins-e khirad le ke bikhar ja kahin warna
aayega koi sang-e junoon teri taraf bhi.
Mohsin’ main faqat khaak-e shifa par nahin naazan
Sajdon ko mayassar hai dar-e- shaah-e najaf bhi .!!
Re: Aaina dar aaghosh hoon, paimaana ba-kaf bhi

Thanks 4 Beautiful Peotry