ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
ماں جھاں دیواروں میں چن دی جاتی ہے
ماں جھاں دیواروں میں چن دی جاتی ہے - جی ھاں کہیں اور نہیں ھمارے ھی دیس میں جہاں ھم بڑے بلند اور بانگ دعوے کرتے ھیں کہ ھمارے ہاں معاشرتی طرح اور طور بہت مہزب ھوا کرتے ہیں ۔
اپنے بچوں کو سینے سے لگانے والی ھستی جب بڑھاپے میں جاتی ہے اپنی اولاد کی نظر میں ایک آنکھ میں کھٹکنے والی شے بن جاتی ھے ۔
ھمارے آس پاس کتنے ھی ایسے قصے ملیں گے جہاں ماں کو اولاد مارتی پیٹتی تک ہے ۔ ماں پر ھاتھ اٹھایا یعنی خدا کے دوسرے روپ پر ھاتھ اٹھایا ۔۔
جس کے ھاتھ تمھاری خوشھالی کی دعائیں مانگتے نہیں تھکتے جس کے ھاتھ بچوں کی اچھی قسمت کے لیے ھر پل رب کے حضور بھیک مانگتے رھتے ہیں ۔۔ انھی ھاتھوں کو جھڑک دیا جاتا ھے اسی ھستی کی قسمت کو بد نصیبی میں بدل دیتی ھے یہ اولاد ۔
جو دروازے پر اس وقت تک کھڑی رھتی ھے جب تک اولاد صحیح سالم واپس نہ آجاے ۔ اسی کے مرنے کا انتظار کیا جاتا ھے ۔
جس نے اپنی زندگی بچوں پر وقف کردی اس کی وجہ سے شادی شدہ جوڑوں کی پرائیوسی خراب ھوتی ھے آرام میں خلل ھوجاتا ھے ۔
کتنے بڑے ھوتے ہیں دل کہ یہ ظلم کرتے ھوئے زرا بھی خوف نہیں ھوتا ۔
میری دعا ہے ھمیں اللہ توفیق اور صلاحیت عطا فرمائے کہ اپنی جنت ھم یوں نہ برباد کریں ۔۔ آمین
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Bht achi tehreer bro...
jee haan hamry mu'ashray me asy bad naseeb log mojoud haien jo dunaia me he apni akhrat ki khrabi ka samaan kr rahy haien
lakin aik baat to ta'y hy jo wo krien gy un ko bugtana to pary ga kal ko un ki oluad es sy barh k bura salook kry ge un k sath
ALLAH PAK hamien asi bad naseebi sy bachay rakhy. aameen
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
bikul durust kaha hai waldain k burhape ka waqt aulad k liye azmaish ka wqy hota hai kuch log hi is azmaish p pora utar pare hain jab k Allah ne wazeh ahkamat diye hain k maa baap borhe ho jain to unhain uff tak na kaho na bat be bat unhe jhirko
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
بہت حقیقی تحریر . آج کل یہ ہی ہو رہا ہے. پرائیویسی کی شوقین آج کل کی نوجوان نسل یہ بھول گئی ہے کہ ، وہ عورت اور مرد جو اسکے ماں اور باپ ہیں ، کہ جنہوں نے اپنے بچوں کو اپنے سائے تلے دنیا بھر کی تکالیف سے محفوظ رکھا، اور سب سے چھپا کر بے خوفی کی زندگی دی ، اپنی تمام عمر اولاد کی پرورش میں صرف کر دی ، اپنے پاک پروردگار کے سامنے ہاتھ اٹھا اٹھا کر صحت اور تندرستی مانگتے یہ والدین اگر اولاد کی کسی بات میں اپنا مشورہ بھی دے دیں تو یہ اولاد کو آج کل مداخلت لگتا ہے .
پتا نہیں ایسی اولاد کو شرم کیوں نہیں آتی .
بہت عمدہ تحریر ..
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Assalam o Alaikum.
boht acha thread hai niyahat acha thread hai.mai yahaan Maa k hawale se koch or share karna chahta hon.
Recently mother day pe ARY k morning show pe Ansaar barni k trust mai show ho raha tha jahaan pe host wahaan ki bazurg oraton pe mother day ka show kar rahe thi.
ek Maa se pocha gaya k ap ki kia kahani hai to unho ne bataya.
k
Muje mere bete ne Maar maar kar ghar se dhake de kar nikaal dia or muje be dardi or wehshana andaaz se marta tha jab k yehe beta tha k jab mai rikshaw mai bethne lagti thi to mere sar k opar haath rakh leta tha k kahin Maa k sar pe choot na lag jaey or vohe beta hai k jis ne muje mara or muje kicko se mara,muje mukoo se mara.
mai ye sab dekh raha tha or zaar o qataar rote ja raha tha k insaan kitna zaleel or kitna ghatiya hai k os hasti ko bhi maaf nahe karta jis ne ose janam dia jis ne ose pala posa seencha jora osi k sath itna zulmmmmmmmmmmmmmm.
phir host ne Un Maa se pocha k ap kia apne bete ko maaf nahe kare gi to Maa ne kaha nahe mai ose maaf nahe karon gi or meri wasiyat hai k mai jab mar jaon to ose mera chehra na dikhaya jaey.
or mai kaanp gaya k es se bari saza or kia ho sakti hai k Maa narazgi mai donia se chali jaey or phir os pe intahai azeem saza ye k Maa ki wasiyat ho k os k bete ko os ka chehra na dekhne dia jaey.
mai ye sab sun raha tha or mera dil kar raha tha k mai os Maa k pairo ko pakar k kahon k Maa muje maaf kar do par mai esa to na kar saka par mai tv k samne ye tasuwar karte howa dono hath mafi k andaaz mai jor k rote howe os Maa se maafiyaan maang raha tha k Aey Maa muje maaf kar do muje maaf kar do,jese Vo Maa mere samne bethi ho or muje sun rahi ho,or sath he sath RABB REHMAN se dua bhi kar raha tha k ye Maa apne beta ko maaf kar de or Beta bhi aa kar apne Maa k qadmo mai gir pare or Maa k qadmo ko os waqt tak na chore jab tak oski Maa ose maaf na kar de
or abbhi ye post karte howe os sare scene ko sochte howe phir se ansoo nikal aey hain.
mai sochta hon insaan jis ka dimaag RABB REHMAN ne Body mai sab se opar rakha hai phir osi dimaag se vo nichli satah ki or ghatiya soch soch kese leta hai or phir os pe Amal kese kar leta hai.
mai phir yehe kaho ga k jin jin k MAA hayaat hai pls apni pori zindgi mai kam se kam ek bar Apni Maa ki qadam Bosi zaroor kare.
RABB REHMAN hume apne Parents ka Apna or Apne RASOOL (SALLALLAH HO ALAI HE WA AALE HE WASALLUM) Ka Farmabardaar bana le Apne Aajiz o inkasaar o shukar guzaar bando Shamil farma le.
Ameen.
pls ek bar darood pak must parhe.
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "
Quote:
Originally Posted by
singer_zuhaib
assalam o alaikum.
Boht acha thread hai niyahat acha thread hai.mai yahaan maa k hawale se koch or share karna chahta hon.
Recently mother day pe ary k morning show pe ansaar barni k trust mai show ho raha tha jahaan pe host wahaan ki bazurg oraton pe mother day ka show kar rahe thi.
Ek maa se pocha gaya k ap ki kia kahani hai to unho ne bataya.
K
muje mere bete ne maar maar kar ghar se dhake de kar nikaal dia or muje be dardi or wehshana andaaz se marta tha jab k yehe beta tha k jab mai rikshaw mai bethne lagti thi to mere sar k opar haath rakh leta tha k kahin maa k sar pe choot na lag jaey or vohe beta hai k jis ne muje mara or muje kicko se mara,muje mukoo se mara.
Mai ye sab dekh raha tha or zaar o qataar rote ja raha tha k insaan kitna zaleel or kitna ghatiya hai k os hasti ko bhi maaf nahe karta jis ne ose janam dia jis ne ose pala posa seencha jora osi k sath itna zulmmmmmmmmmmmmmm.
Phir host ne un maa se pocha k ap kia apne bete ko maaf nahe kare gi to maa ne kaha nahe mai ose maaf nahe karon gi or meri wasiyat hai k mai jab mar jaon to ose mera chehra na dikhaya jaey.
Or mai kaanp gaya k es se bari saza or kia ho sakti hai k maa narazgi mai donia se chali jaey or phir os pe intahai azeem saza ye k maa ki wasiyat ho k os k bete ko os ka chehra na dekhne dia jaey.
Mai ye sab sun raha tha or mera dil kar raha tha k mai os maa k pairo ko pakar k kahon k maa muje maaf kar do par mai esa to na kar saka par mai tv k samne ye tasuwar karte howa dono hath mafi k andaaz mai jor k rote howe os maa se maafiyaan maang raha tha k aey maa muje maaf kar do muje maaf kar do,jese vo maa mere samne bethi ho or muje sun rahi ho,or sath he sath rabb rehman se dua bhi kar raha tha k ye maa apne beta ko maaf kar de or beta bhi aa kar apne maa k qadmo mai gir pare or maa k qadmo ko os waqt tak na chore jab tak oski maa ose maaf na kar de
or abbhi ye post karte howe os sare scene ko sochte howe phir se ansoo nikal aey hain.
Mai sochta hon insaan jis ka dimaag rabb rehman ne body mai sab se opar rakha hai phir osi dimaag se vo nichli satah ki or ghatiya soch soch kese leta hai or phir os pe amal kese kar leta hai.
Mai phir yehe kaho ga k jin jin k maa hayaat hai pls apni pori zindgi mai kam se kam ek bar apni maa ki qadam bosi zaroor kare.
Rabb rehman hume apne parents ka apna or apne rasool (sallallah ho alai he wa aale he wasallum) ka farmabardaar bana le apne aajiz o inkasaar o shukar guzaar bando shamil farma le.
Ameen.
Pls ek bar darood pak must parhe.
isi tarhaan ki kayi or haqiqi daastanain hain ... Allah k qaher ko hum khud bulana chahtay hain allal hum sub ko aql or shaoor ata farmaday " ameen
Re: ماں ................. Mother " JIS KA DUNYA MAI KOI SAANI NAHI "